adsense

Wednesday, March 14, 2018

O Saathi Lyrics

O Saathi Lyrics
Hmm…

Wo…
Allah mujhe dard ke kaabil bana diya
Toofan ko hi kashti ka saahil bana diya
Bechainiyan samet ke saare jahaan ki
Jab kuch na ban saka to mera dil bana diya

O saathi…
Tere bina…
Raahi ko raah dikha na…
O saathi…
Tere bina… haa…
Saahil dhuaan dhuaan…

hmm…

Aankhein moonde to
Jaane kisey dhoondhe?
Ki soya jaaye na
Ki soya jaaye na…

Kisey dhoondhe?
Ye khwahishon ki boondein
Ki soya jaaye na
Ki soya jaaye na,
Maano nindiya piroya jaaye na
Maano nindiya piroya jaaye na…

Allah mujhe dard ke kaabil bana diya
Toofan ko hi kashti ka saahil bana diya
Bechainiyan samet ke saare jahaan ki
Jab kuch na ban saka toh mera dil bana diya

O saathi…
Tere bina…
Raahi ko raah dikha na…
O saathi…
Tere bina… haa…
Saahil dhuaan dhuaan…

Lo Safar Lyrics - Movie Baghi 2

Tumne jo hai maanga toh
Dil ye haazir ho gaya
Tumko maana manzil aur
Musafir ho gaya… (x2)

Lo safar shuru ho gaya
Humsafar tu ho gaya
Lo safar shuru ho gaya
Mera humsafar tu ho gaya
hmm… ho…

Dil ki bechaini ko aaya
Ab kahin aaraam hai
Tu na ho to sochta dil
Tujhko subaho shaam hai
Iss kadar tu har ik pal mein
Mere shaamil ho gaya…

Lo safar shuru ho gaya
Humsafar tu ho gaya
Lo safar shuru ho gaya
Mera humsafar tu ho gaya

Jab se tumne baah thaami
Raaste aasaan hai
Khushnuma hai meri subahe
Dil nashin har shaam hai
Zindagi ke achepan se
Main bhi waaqif ho gaya

Lo safar shuru ho gaya
Humsafar tu ho gaya
Lo safar shuru ho gaya
Mera humsafar tu ho gaya

Dhaakad Lyrics

Nikkar aur t-shirt pehan ke aaya cyclone

(haan ji)

Re nikkar aur t-shirt pehan ke aaya cyclone

Laga ke phone bataa de sabko

Bachke rahiyo baghad billi se

Chandigarh se ya Delhi se


Tanne charo khane chitt kar degi

Tere purje fit kar degi

Dat kar degi tere daanv se badh ke

Pench palat kar degi

Chitt kar degi, chitt kar degi


Aisi dhaakad hai, dhakad hai

Aisi dhakad hai (x4)


Re choriyan…

Ye choriyan…

Ibb yo suno…


Teri akad ki rassi jal jayegi

Pakad mein iski aag hai

Yo inchi tape se naapegi

Teri kitni unchi naak hai

Teri saansein atak jaayegi (haaah)

Woh jor patak jaayegi (kasam se)


Tanne chaaro khaane chitt kar degi

Tere purje fit kar degi

Dat kar degi tere daanv se badh ke

Pench palat kar degi

Chitt kar degi, chitt kar degi


Aisi dhakad hai, dhaakad hai

Aisi dhaakad hai (x4)


Speed superfast badi

Chori jabbar jaat badi

Bandha isne joote ka jo pheeta

Phir Gita bani cheetah

Is se pehle ki papita gire jhaad se

Ye dhaad se pachhad gayi

Jo bhi tha ukhaadna, ukhaad gayi

Lyrics at http://www.lyricsmint.com

Jitne time mein tu dekh paaye

Palkein jhapak kar

Lapak kar nikal jaayegi

Rifle ki bullet ko bhi takkar de jayegi


Tanne chaaro khane chitt kar degi

(ye baat)

Tanne chaaro khane chitt kar degi

Tere purje fit kar degi

Dat kar degi… daanv se badh ke

Pench palat kar degi

Chitt kar degi, chitt kar degi


Aisi dhaakad hai, dhaakad hai

Aisi dhaakad hai (x4)


– Amitabh Bhattacharya

Sunday, November 15, 2015

Adobe After Effects Tutorials


Ishq Ramazan Transmission with Sahir Lodhi from TVONE LIVE STREAMING AND RECORDED CONTENT STAY TUNE WITH TUNE.TV Live streaming :  http...